kab ka gujar gaya
aajadi ka swarn jayanti saal
mat puchhe koi kisi se
kaisa hai uska haal
kaise tute sapne unke
koi na ab tak jaan saka
kaun hua apna kaun begaana
koi nahi pahchan saka
naitikataa ka parvat tuta
hui gahari bhrstachaar ki khaai
neta afasarsaaho ne milkar
khaai jee bharkar malaai
loaktantra ke rakshk
use beaabaru karane par tule
sharam haya sab khaak ho gayi
ashmat lutati hai khule
tute ninde sapana tuta
tha kaisa maayajaal anutha
laxmiputra badhate gaye nij path par
garibo ka garibi se saath na chhuta
koi na milta hai yaha
jo kah de
hai uska achha haal
kab ka gujar gaya
aajaadi ka swarn jayanti saal
aajadi ka swarn jayanti saal
mat puchhe koi kisi se
kaisa hai uska haal
kaise tute sapne unke
koi na ab tak jaan saka
kaun hua apna kaun begaana
koi nahi pahchan saka
naitikataa ka parvat tuta
hui gahari bhrstachaar ki khaai
neta afasarsaaho ne milkar
khaai jee bharkar malaai
loaktantra ke rakshk
use beaabaru karane par tule
sharam haya sab khaak ho gayi
ashmat lutati hai khule
tute ninde sapana tuta
tha kaisa maayajaal anutha
laxmiputra badhate gaye nij path par
garibo ka garibi se saath na chhuta
koi na milta hai yaha
jo kah de
hai uska achha haal
kab ka gujar gaya
aajaadi ka swarn jayanti saal
कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें